Na Koi Humsafar Hai
Na Koi Raazdaan Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan
Mujhko Jiski Talaash Hai
Jaanay Usko Kiski Aas Hai
Jalta Hai Mera Dil
Bus Aag Ki Tarhan
Zindagi Kay Hazaar Pehlu Hain
Zindagi Hai Kay Aik Afsaana
Na Suna Saka Kisiko
Haal-e-Zaar Apna
Na Suna Saka Kisiko
Haal-e-Zaar Apna
Tera Raaz Khul Na Jaye
Meray Ghum Ki Daastan Say
Tera Raaz Khul Na Jaye
Meray Ghum Ki Daastan Say
M...